Mahabharat Yudh ke Time Shree Krishna ne ye Sawal puchhe ja rahe the har kisi se ki aap kiske taraf ladoge ye sawal puchte puchte ja pahunche Barbarik k pas, Barbarik Itna Saktisali tha, ki vo jiske taraf se ladta uska jeetna teh tha, Krishna chahte the ki vo Pandav ke taraf se lade, fir shree Krishna puchhe ki tum kiske tarf se ladoge ?
Barbarik ne badi Ajib tarike se jawab diya, kaha ki jo kamjor honge mai uske taraf se ladunga, yeh kamjor ho jayega to mai iske taraf se ladunga, Vo kamjor hojayega to mai wapas uske taraf jakar ladunga, Krishna samjh gaye ki agar ye aisa karega to kabhi Yudh khatam hi nahi hoga, fir Krishna ne Barbarik ke gala kat ke mahabharat k pas ek ped pe tang diye, unhone bole ki na tum kuchh bolna, na tum kuchh kerna, Tum bas yaha latkte huye Mahabharat dekhna,To sabhi logo ne puchhe ki Ap Barbarik ke Gardan kiyu kata ? jo Krishna ne kaha vo Aj ke samay me bhi sach hai, Krishna ne kaha ki samaj keliye sabse jyada khatrnak vo log he jo , ya to kisike side nahi hote he, ya to sabke side hote he, Aap agar kisi ke Side nahi hote ho to aap samaj keliye kharnak ho, Isliye maine Barbarik ko yudh se bahar kar diya , Taki Yudh jo he vo fair rahe……!!!!